Shouke sajda hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega
Uska ghar kaba mera
Uska ghar kaba mera
Aur woh khuda ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega


Dard ko rehane do di mein
Aye mere chara karo
Dard ko rehane do di mein
Aye mere chara karo
Moat aayegi to zard e dil
Fana ho jaayega
Moat aayegi to zard e dil
Fana ho jaayega
Uska ghar kaba mera
Uska ghar kaba mera
Aur woh khuda ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega


Apne hatho ki lakeero mein
Tumhein dhunda kiye
Apne hatho ki lakeero mein
Tumhein dhunda kiye
Kisine mujhse keh diya
Kisine mujhse keh diya
Ke tu mera ho jaayega
Uska ghar kaba mera
Uska ghar kaba mera
Aur woh khuda ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega


Hum to jaate hain tumhare
Iss jahan ko chhod kar
Hum to jaate hain tumhare
Iss jahan ko chhod kar
Kyaa karoge hasra mein
Jo saamana ho jaayega
Kyaa karoge hasra mein
Jo saamana ho jaayega
Uska ghar kaba mera
Uska ghar kaba mera
Aur woh khuda ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega


Na mittao naqsh paa
Apne hi deewana hain ye
Na mittao naqsh paa
Apne hi deewana hain ye
Dhundh kar tera patta
Dhundh kar tera patta
Khud laapatta ho jaayega
Uska ghar kaba mera
Uska ghar kaba mera
Aur woh khuda ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega
Shouke sajda hai to ik din
Kyaa se kya ho jaayega.