Is tarah baat hum nibhate song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Is tarah baat hum nibhate hain
Is tarah baat hum nibhate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain


Jab teri reh guzar pe aate hain
Jab teri reh guzar pe aate hain
Hum zamane ko bhul jaate hain
Hum zamane ko bhul jaate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain


Ye mohabbat hain ya tamash hain
Ye mohabbat hain ya tamash hain
Aap jab chahein ruth jaate hain
Aap jab chahein ruth jaate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain


Iss tarah se kati hain hizra ki raat
Iss tarah se kati hain hizra ki raat
Aap aate hain aap aate hain
Aap aate hain aap aate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain


Woh andhero ke saath rehate hain
Woh andhero….
Woh andhero ke saath rehate hain
Jo charag-e-waffa jalate hain
Jo charag-e-waffa jalate hain
Dard ko zindagi banate hain
Is tarah baat hum nibhate hain
Is tarah baat hum nibhate hain.