Hoti rahi hai unse song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar
Kitane hi khwaab dekhe liye raat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar


Ek baat jo main aapse na keh saki kabhi
Ek baat jo main aapse na keh saki kabhi
Hoton se khelati rahi woh raat raat bhar
Kitane hi khwaab dekhe liye raat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar


Parwane jal buje the samma par sabaab thaa
Parwane jal buje the samma par sabaab thaa
Main beitarash tum uss raat raat bhar
Kitane hi khwaab dekhe liye raat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar


Tu tha tera khayaal thaa main thi koi na thaa
Tu tha tera khayaal thaa main thi koi na thaa
Phoolo ki har taraf ek hi barasat raat raat bhar
Kitane hi khwaab dekhe liye raat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar


Woh raat sajedana bhulaungi main kabhi
Woh raat sajedana bhulaungi main kabhi
Jab aansu o ki nikali thi baarat raat bhar
Kitane hi khwaab dekhe liye raat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar
Hoti rahi hai unse mulakaat raat bhar.