Shiv shankar daya karo song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shiv shankar daya karo dukh haro
Shiv shankar daya karo dukh haro
Karipa sindhu karuna nidhi
Hamre sagre pap haro
Karipa sindhu karuna nidhi
Hamre sagre pap haro daya karo
Shiv shankar daya karo dukh haro


Bich bhawar me nav utare
Dhol rahi dhol rahi
Sukh ki jhankare harday
Me bol rahi bol rahi
Bam bam bhole bhakt
Ki naiya par karo
Bam bam bhole bhakt
Ki naiya par karo daya karo
Shiv shankar daya karo dukh haro
Pag pag vipdao ke badal
Chha rahe chha rahe
Jhuti jag ki maya me
Bharma rahe bharma rahe


He praylochan he praylochan
Sankat mochan vipda
Aan haro he praylochan
Sankat mochan vipda
Aan haro daya karo
Shiv shankar daya karo dukh haro
Shiv shankar daya karo dukh haro.