Sharabi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1993.
Sharabi nainon ka
Tere zamana deewana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Sharabi nainon ka
Tere zamana deewana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana


Tere gore gulabi gaalon
Pe qurbaan jag sara
Tere gore gulabi gaalon
Pe qurbaan jag sara
Sitam hai uspe
Sitam hai uspe
Tera muskurana jaan-e-jaana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Sharabi nainon ka
Tere zamana deewana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana


Teri ulfat mein jaane log
Kitne jaan kho baithe
Teri ulfat mein jaane log
Kitne jaan kho baithe
Khuda ke waste
Khuda ke waste na
Dil ko mere thukrana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Sharabi nainon ka
Tere zamana deewana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana


Chalo uss des ko jaaein
Jahan duja koi na ho
Chalo uss des ko jaaein
Jahan duja koi na ho
Aao ek baar to
Aao ek baar to na
Lout ke kabhi jaana
Tu maih hai main
Hoon tera maikhana
Sharabi nainon ka
Tere zamana deewana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana
Tu maih hai main hoon
Tera maikhana.