Sahara song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1993.
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara sahara
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara sahara


Har chehre mein har aankh mein
Zinda hoon par anjaana hun
Duniya se hake bekhabar
Aasmaan ke gunn gata hun
Dhool hai kabhi rangon se
Parr hai yeh fazaa
Bulandi kabhi basti mein hai jeena mera
Jeene ke liye chahiye sahara sahara


Apnon ka na begaanon ka
Aazad hoon inn raahon ka
Na koi ghum na hai khushi
Jeena hai kya bas bekhudi
Dhoop hai kabhi chaaon thikana hai mera
Phoolon mein kabhi
Kaanton mein hai daaman mera
Jeene ke liye chahiye sahara sahara


Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara sahara
Sahara sahara.