Gore rang kaa zamana song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
ho gore rang ka zamana
ho gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai
gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai

gori gori baahon ka
mazaa hi kuch aur hai, hay
neeli neeli aankhon ka
nasha hi kuch aur hai
gori gori baahon ka
mazaa hi kuch aur hai
neeli neeli aankhon ka
nasha hi kuch aur hai
gore rang ka nazara
sabko hi pyara
zara kar tu ishara goriye
dar tujhe kiska hai, hay
tera to rang gora hain
gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai

saanwla salonda rang
kitnon ko bhaata hai, hay
jise dekho goriyon ke
peeche chala aata hai
saanwla salonda rang
kitnon ko bhaata hain
jise dekho goriyon ke
peeche chala aata hai
gore rang ka nazara lage
sabko hi pyaara
zaraa kar tu ishara goriye
dar tujhe kiska hai, hay
tera to rang gora hai
gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai

soyi soyi aankhon ka
khumaar yaad rakhna, hay
meethi meethi baaton ki
bahar yaad rakhna
soyi soyi aankhon ka
khumaar yaad rakhna
meethi meethi baaton ki
bahar yaad rakhna
gore rang ka nazara lage
sabko hi pyaara
zaraa kar tu ishara gori yeh o
dar tujhe kiska hain haaye
gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tujhe kiska hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai
tera to rang gora hai
hay tera to rang gora hai