Shamshan jala insaan jala song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shamshan jala insaan jala
Shamshan jala insaan jala
Lo dharti ki chhati par hi
Dharti ka mehmaan jala
Shamshan jala insaan jala
Lo dharti ki chhati par hi
Dharti ka mehmaan jala
Sham shan jala insan jala


Kis tarah jiyu maru
Kisko apna haal sunaye
Aag to jal kar rakh hui hai
Aag to jal kar rakh hui hai
Ghar jaye to kaise jaye
Us ghar me kya rah gaya baki
Jis ghar ka bhagwan jala
Shamshan jala insaan jala


Kadam kadam par thokar khata
Apna aap ko bhulta jata
Marna chahe mar na sake ye
Marna chahe mar na sake ye
Aur bhi lete hai ghabrata
Dil me lekar dard hazaro
Firta hai ek jane jala
Armaan jala insaan jala
Armaan jala insaan jala.