Sham ki ranginiya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nasser Khan. This song was released on 21 Aug 2009.
Sham ki ranginiya ranginiya ranginiya
Sham ki ranginiya ranginiya ranginiya
Jaam ki saukiniya saukiniya saukiniya


Jyada khopadi karch na kar
Dil mil jayega search na kar
Yeh deewano ki hai basti
Tu ji le masti masti
Tu pi le masti masti
Tu ji le masti masti
Tu pi le masti masti


Yeh jo sala imosion hai
Dil jala deta hai
Yeh jo sala imosion hai
Dil jala deta hai
Sar pe chad ke jo bole to
Yu hila deta hai
Yeh din soche na raat soche na pal ko
Yeh har pal hai lagta hai saja
Raat ki begamaniya beganiya beganiya
Todh deti hai sari khumaniya khumaniya
Ho kya hai teri hasti
Tu ji le masti masti masti
Tu ji le masti masti masti
Masti masti masti masti masti masti


Dil se apna na cheating kar
Dil bada hai sayana
Dil se apna na cheating kar
Dil bada hai sayana
Dil hi sach janta hai juth zalim zamana
Diwangi ko yu na daba
Dil mein le diwangi ka maza
Gauriya gauriya gauriya
Yeh bahe gauriya tarsati hai tere bina
Tu ji le masti masti
Tu pi le masti masti
Tu ji le masti masti
Tu pi le masti masti


Sham ki ranginiya ranginiya ranginiya
Sham ki ranginiya ranginiya ranginiya
Jaam ki saukiniya saukiniya saukiniya
Jyada khopadi karch na kar
Dil mil jayega search na kar
Yeh deewano ki hai basti
Masti masti masti
Tu pi le masti masti
Tu ji le masti masti masti
Tu pi le masti masti.