Seene Mein Dil Lyrics - Gurmeet Choudhary | Aftab Shivdasani | Manoj Joshi | Alka Yagnik | Udit Narayan
2005
Lyrics
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai..
O dil-o-jana teri tamanna har saans ko
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai
Hothon pe dabi daastan koi
Aankho mein hai sapna..
Ajnabi sa koi ek dard hai
Magar lag raha hai apna..
Aankho mein hai sapna..
Ajnabi sa koi ek dard hai
Magar lag raha hai apna..
Hothon pe dabi daastan koi
Aankho mein hai sapna..
Ajnabi sa koi ek dard hai
Magar lag raha hai apna..
Aankho mein hai sapna..
Ajnabi sa koi ek dard hai
Magar lag raha hai apna..
Main na jaanoon mere humrahi
Kaisa hai yeh kaisa pyaar hai
Jaan leta hai jo bina bole
Kya dhadkan ka ikraar hai
O dil-o-jana teri tamanna har saans ko..
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai..
Kaisa hai yeh kaisa pyaar hai
Jaan leta hai jo bina bole
Kya dhadkan ka ikraar hai
O dil-o-jana teri tamanna har saans ko..
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai..
O aarzu mein koi aarzu chhupi
Saanson mein kasak hai
Lamha lamha betaab karti jo
Pyar ki mehak hai
Saanson mein kasak hai
Lamha lamha betaab karti jo
Pyar ki mehak hai
O aarzu mein koi aarzu chhupi
Saanson mein kasak hai
Lamha lamha betaab karti jo
Pyar ki mehak hai
Chahat ke saye mein bikhri jaaye
Teri dosti ki khushboo
Tere dil mein hai mera thikana
Mere dil mein hai bas tu hi tu
Saanson mein kasak hai
Lamha lamha betaab karti jo
Pyar ki mehak hai
Chahat ke saye mein bikhri jaaye
Teri dosti ki khushboo
Tere dil mein hai mera thikana
Mere dil mein hai bas tu hi tu
O dil-o-jana teri tamanna har saans ko..
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai..
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai
Ehsaas hai.. ehsaas hai..
Maine hai dekha mehsoos karke is pyaas ko
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein kya hai teri pyaas hai..
Har pyaas mein dard hai sanam
Yeh dard tera ehsaas hai
Ehsaas hai.. ehsaas hai..