Kabhi na sukoon aaya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shobha Kapoor, Ekta Kapoor. This song was released on 14 Oct 2005.
Jaane hai kitna bechain mann
Jaane hai kaisa deewanapan
Deewanapan..

Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Jaane hai kitna bechain mann
Jaane hai kaisa deewanapan
Deewanapan..

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya
Pyaar aaya...

Tu tasavvur mein mere
Tu hi baaton mein
Tu afsaane mein mere
Tu hi yaadon mein
Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Bekaraari badhi kab kaise
Yeh dil na samaj paaye
Badla badla lage yeh alam
Anjana nasha chhaye

Thehari zameen thehara hai pal
Mann mein machi kyun halchal
Sub kuchh alag sa lagne laga
Yeh dard kaisa jagne laga, jagne laga

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Dil lagi dil lagi mein kaise
Main khud ko bhula baithi
Maine to kuchh na socha samjha
Sapne bhi saja baithi

Ab koi bas chalta nahi
Ek lamha dhalta nahi
Chubhne lagi kyun yeh dooriyan
Koi na jaane majbooriyan, majbooriyan

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya

Kabhi na sukoon aaya
Kabhi na karaar aaya
Jab se hai tum pe
Mujko pyaar aaya
Pyaar aaya, pyaar aaya
Pyaar aaya, pyaar aaya