Sawan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Meera Ali. This song was released on 07 Aug 2015.
Barkha na suhaay tere bin
Kalkate wale piya
Kab aaoge tum


Tum ko aane mein
Tum ko aane mein
Tum ko aane mein
Tum ko bulaane mein
Kahin sawan baras gaye saajna
Tum ko aane mein
Tum ko bulaane mein
Kahin sawan baras gaye saajna
Dhundhate dhundhate
Dhundhate dhundhate hi zamane mein
Kahin sawan baras gaye saajna
Tum ko aane mein
Tum ko bulaane mein
Kahin sawan baras gaye saajna


Daagh hai dil mein laakho gehre haaye
Daagh hai dil mein laakho gehre
Nayan mein apne kazra na thehre
Nayan mein apne kazra na thehre
Sapno mein aake milake satane mein
Kahin sawan baras gaye saajna
Tum ko aane mein aane mein..
Tum ko aane mein
Tum ko bulaane mein
Kahin sawan baras gaye saajna


Beet gaya jug patiyaan kaahen haaye
Roothe balam ko kaun samjhaaye
Beet gaya jug patiyaan kaahen
Roothe balam ko kaun samjhaaye
Mann ki umango ko roke suname
Kahin sawan baras gaye saajna
Tum ko aane mein
Tum ko bulaane mein
Kahin sawan baras gaye saajna


Paake bidesh mein sautan koi
Chainana laage o neermohi
Paake bidesh mein sautan koi
Chainana laage o neermohi
O neermohi o neermohi o neermohi
Paake bidesh mein sautan koi
Chainana laage o neermohi
Ratiyon mein bindiya sajane mitane mein
Kahin sawan baras gaye saajan
Kahin sawan sawan sawan
Kahin sawan sawan sawan
Kahin sawan baras gaye saajan


Dhundhate dhundhate
Dhundhate dhundhate hi zamane mein
Kahin sawan baras gaye saajna
Kahin sawan baras gaye saajna
Sawan..sawan..sawan..sawan
Kahin sawan baras gaye saajna
Kahin sawan baras gaye saajna.