Satyamev Jayate Anthem Lyrics - Aisa Des Hai Mera - Independence Day Special | Keerthi Sagathia | Ram Sampath
in Movies
Watch the Video
Song Information
Satyamev jayate anthem song is from Aisa Des Hai Mera - Independence Day Special and it is sung by Keerthi Sagathia and Ram Sampath. This song is written by Prasoon Joshi. This song was released on 09 Aug 2014.
Lyrics
tera rang aisa chad gaya koi aur rang na chad sake
tera naam sine pe lika har koi aake pad sake
hai junun hai hai junun hai tere ishk ka ye junun hai
rag rag me ishk tera daudta ye bavra sa khun hai
tune hi sikhaya sacchaiyo ka matlab
tere pass aake jana maine zindagi ka maksad
satyamev satyamev satyamev jayte saccha hai pyar mera
satyamev satyamev satyamev jayte
tere nur ke dastur me na ho salwate na shikan rahe
meri koshish to hai yahi rahe khushbue gulshan rahe
teri zulf suljhane laga tere aur pass aane chala
jaha koi sur na ho besura geet mai wo gaane chala

tera rang aisa chad gaya tha nasha aur bhi badh gaya
teri barisho ka karam hai ye man khar gaya mai tar gaya
jaisa bhi hu apna mujhe mujhe ye nahi hai bolna
kabil mai tere ban saku kuch dwar aisa kholna
sanso ki is raftar ko dhadkan ke is tyohar ko
har jeet ko har haar ko har apne is sansar ko
badlunga mai tere liye

mujhe khud ko bhi hai tatolna kahi hai kami to bolna
kahi dag hai to chupaya kyu kabhi sach se nazar hataye kyu
khud ko badalkna hai agar badlunga mai tere liye
shole pe chalna hai agar chal dunga mai tere liye
mere khoon ki har bund me sankalp ho tere pyaar ka
kato mujhe to yu bahe surkh rang mere pyaar ka