Bharat bhagya vidhata uth song is from and it is sung by . This song is written by . This song was released on 09 Aug 2014.
teen rang the ek chakr tha
purkho ne jinhe tha seencha
ek khwaab tha charkhe pe buna
apna vatan hindustaan hai pukarta
hai pukarta sunlo
hai pukarta hai pukarta sunlo
ek khwaab tha
ye khwaab bahut naazuk hai ji ye maangta hi hifazat hai ji
ye aas liye hai khada haule se humko keh raha
o bharat bhagya vidhata uth mat moond re apni aankhe uth
zameen o aasmaan ki kasam tujhe thaam vatan ka haath uth
ek khwaab tha charkhe pe buna apna vatan hindustaan
hai pukarta hai pukarta sunlo
hai pukarta hai pukarta sunlo ek khwaab tha
hai desh tera ghayal pada fariyaadi banke waqt khada
hai faisla tere haathon me kis mod mudega raasta
punjab sindh gujarat maratha dravid utkal banga uth
gaani hai tujhe jai gaatha uth
o bharat bhagya vidhata uth
wo jo khwab tha charkhe pe buna apna vatan hindustaan
hai pukarta hai pukarta sunlo hai pukarta hai pukarta sunlo
o bharat bhagya vidhata uth mat moond re apni aankhe uth
zameen o aasmaan ki kasam tujhe vatan ka haath uth
punjab sindh gujarat maratha dravid utkal banga uth
gaani hai tujhe jai gaatha uth bharat bhagya vidhata uth