Sathiya Sun Le Pukar Lyrics - Shakti Kapoor | Suresh Oberoi | Varsha Usgaonkar | Anuradha Paudwal | Debashish Dasgupta

1993

Lyrics

Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar

Zamee bhi wahin hai
Wahin aasman hai
Wahin hai nazaare
Wahin to sama hai
Tu nahi to nahi mujhko
Suni ye bahaar
Zamee bhi wahin hai
Wahin aasman hai
Wahin hai nazaare
Wahin to sama hai
Tu nahi to nahi mujhko
Suni ye bahaar
Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar

Lage fike fike ye
Phoolo se chehre
Kaha le gaye tum
Mere din sunehre
Suna hai har chaman
Run mein thoda hai singar
Lage fike fike ye
Phoolo se chehre
Kaha le gaye tum
Mere din sunehre
Suna hai har chaman
Run mein thoda hai singar
Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar

Kabhi din ye duba
Kabhi shyam aayi
Sahi rote rote teri judai
Kya karoon aaye na
Mere dil ko karar
Zamane ka dar hai
To phir tum na aana
Mera naam lekar
Na mahendi rachana
Main jeeu na jeeu
Mera kya hai aitbar
Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar
Kitna karoon main intazaar
Sathiya sun le pukar.