Oye rabba meri jaan bacha le song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mehul Kumar. This song was released on 29 Jan 1993.
Machal utha dil
Tadap uthi jaan
Hua hai mujhe kya
Kaise karu bayaan
Bayaan bayaan
Oye rabba meri jaan bacha de
Oye tauba meri jaan bacha de
Phas gai dil ke rog mein
Solwa saawan aisa aaya
Mar jaaungi kuch roz main


Oye maula mere mujh ko bacha le
Pad gaya main to soch mein
Sunta hoon mere pyar ke charche
Faile teeno lok mein
Oye tauba meri jaan bacha de


Teri yaad ki kaliyon ki chun kar
Ho teri yaad ki kaliyon ki chun kar
Main jeeti hun khusbu ban kar
Teri yaad ki shabnam ko chun kar
Teri yaad ki shabnam ko chun kar
Main jeete hun mausam ban kar
Oye rabba ise mujh ko mila de
Main hoon jiski khoj mein
Solwa saawan aisa aaya
Mar jaaungi kuch roz main
Oye rabba meri jaan bacha de


O mera chain gaya
Omeri neend gayi
O mera chain gaya
Omeri neend gayi
Mere jeene ki ummid gayi
Mujhe tere siva kuch yaad nahi
Kab holi hui kab eid gai
Oye rabba mere tan mann tute
Paheli nazar ki chot mein
Solwa saawan aisa aaya
Mar jaaungi kuch roz main
Oye rabba meri jaan bacha de


Main na jeete hoon
Na marta hun
Main na jeete hoon
Na marta hun
Bas thandi aahen bharta hoon
Teri thandi aahen sunti hoon
Teri thandi aahen sunti hoon
Kuch khwab sunehre bunti hun
Oye maula sau khwab hile re
Us aanchal ki ot mein
Sunta hun mere pyar ke charche
Faile teeno lok mein


Oye tauba meri jaan bacha le
Phas gai dil ke rog mein
Oye maula mere mujh ko bacha le
Pad gaya main to soch mein
Phas gai dil ke rog mein
Pad gaya main to soch mein.