Sare Jag Se Nain Churakar Lyrics - Naag Padmani | Mahipal | Khurshid | Naazi | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Talat Mahmood
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sare jag se nain churakar song is from Naag Padmani (1957) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) and Talat Mahmood.It stars Mahipal, Khurshid, Naazi, Krishna Kumari in leading roles. This song is penned by Prem Dhawan and composed by Sanmukh Babu. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Sare jag se nain churakar
Ho gayi sajan tori
Mai ho gayi sajan tori
Dil se dil jab mil gaya gori
Duniya se kya chori
Ho duniya se kya chori
Taro ki barat aayi or chanda ki doli
Taro ki barat aayi or chanda ki doli
Laaj ka ghunghat leke sajan
Sang tumhare holi
Sang tumhare holi
Jiwan bhar na tute
Teri meri preet ki jodi
Dil se dil jab mil gaya gori
Duniya se kya chori
Ho duniya se kya chori
Sare jag se nain churakar
Ho gayi sajan tori
Mai ho gayi sajan tori
Dil se dil jab mil gaya gori
Duniya se kya chori
Ho duniya se kya chori
Joda preet ka nata
Tod ke sare jag ki rasme
Joda preet ka nata
Tod ke sare jag ki rasme
Aisa jadu dala ho gayi
Nagan tere bas me
Ho nagan tere bas me
Aisa jadu dala ho gayi
Nagan tere bas me
Ho nagan tere bas me
Tham liya ab hath tumhare
Laaj nibhayiyo mori
Dil se dil jab mil gaya gori
Duniya se kya chori
Ho duniya se kya chori
Sare jag se nain churakar
Ho gayi sajan tori mai ho gayi sajan tori
Dil se dil jab mil gaya gori
Duniya se kya chori
Ho duniya se kya chori.