Sapnon ka tu raja, jeewan me tu aaja song is from and it is sung by and .It stars Rajinikanth, Padmini Kolhapure and Kader Khan in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shrikant Nahata. This song was released on 01 Sep 1985.
sapno ka tu raja jiwan me tu aaja
tera didar mila mujhko sansar mila
maine gagan chhu liya
sapno ki tu rani jan meri tu jani
tera jo pyar mila dil ko karar mila
maine tujhe pa liya ho ho

dil ne pahne tere gahne
tanhayi ban gayi sahnayi
mere dil ki tu hai dhadkan
jine ke armma tu le aayi
mil ke tujhe sapna lage ye mera jiwan mujhe
sapno ki tu rani jan meri tu jani
tera jo pyar mila dil ko karar mila
maine tujhe pa liya ho ho
sapno ka tu raja jiwan me tu aaja

mere ho tm bhuli har gum
aate hi teri mai panaho me
rahti hai jyo phul par sabnam
rakhunga yu tujhko baho me
aasao ki kaliya khili pal pal mujhe khusiya mili
sapno ki tu rani jan meri tu jani
tera jo pyar mila dil ko karar mila
maine tujhe pa liya ho ho
sapno ka tu raja jiwan me tu aaja
tera didar mila mujhko sansar mila
maine gagan chhu liya ho ho