sapane men sajan se do baaten Lyrics - Madhubala | Bharat Bhushan | Pardeep Kumar | Lata Mangeshkar
1957
Lyrics
sapane men sajan se do baaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik raat milan kii aa_ii thii
aur us ke ba_d judaa_ii thii
gam aur kushii kii do raaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik saavan rut laa_ii jhuule
duujii men sajan ham ko bhuule
dekhii hain yehii do barasaaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik roz tumhen dil de bethe
phir rog birahaa kaa le bethe
ye payaar kii hain do saugaaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik raat milan kii aa_ii thii
aur us ke ba_d judaa_ii thii
gam aur kushii kii do raaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik saavan rut laa_ii jhuule
duujii men sajan ham ko bhuule
dekhii hain yehii do barasaaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-
ik roz tumhen dil de bethe
phir rog birahaa kaa le bethe
ye payaar kii hain do saugaaten
ik yaad rahii ik bhuul ga_e
sapane men sajan-