Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati haiKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh ghar soona soona haiSandese aate hain, hamein tadpaate hainJo chitthi aati hai woh poochhe jaati haiKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh ghar soona soona haiKisi dil waali ne, kisi matwaali neHamein khat likha haiYeh humse poochha haiKisi ki saanson ne, kisi ki dhadkan neKisi ki choodi ne, kisi ke kangan neKisi ke kajre ne, kisi ke gajre neMehakti subahon neMachalti shaamon neAkeli raaton mein, adhoori baaton neTarasti baahon neAur poochha hai tarsi nigaahon neKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh dil soona soona haiSandese aate hain, hamein tadpaate hainJo chitthi aati hai woh poochhe jaati haiKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh ghar soona soona haiMohabbat waalon ne hamaare yaaron neHamein yeh likha hai, ki humse poochha haiHamaare gaaon ne, aam ki chhaaon nePuraane peepal ne, baraste baadal neKhet khalihano ne, hare maidano neBasanti belon ne, jhoomti belon neLachakate jhoolon ne, dahakate phoolon neChatakati kaliyon neAur poochha hai, gaaon ki galiyon neKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin gaanv soona soona haiSandese aate hain, hamein tadpaate hainJo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai
Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh ghar soona soona haiKabhi ek mamta ki, pyaar ki Ganga kiJo chitthi aati hai, saath woh laati haiMere din bachpan ke, khel woh aangan keWoh saaya aanchal ka, woh teeka kaajal kaWoh lori raaton mein, woh narmi haathon meinWoh chaahat aankhon meinWoh chinta baaton meinBigadna upar se, mohabbat andar seKare woh devi MaaYehi har khet mein poochhe meri MaaKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin aangan soona soona haiSandese aate hain, hamein tadpaate hainJo chitthi aati hai woh poochhe jaati haiKe ghar kab aaoge, ke ghar kab aaogeLikho kab aaogeKe tum bin yeh ghar soona soona haiAye guzarne waali hava bataMera itna kaam karegi kyaMere gaanv ja mere doston ko salam deMere gaanv mein hai jo woh galiJahan rehti hai meri dilrubaUse mere pyaar ka jaam deUse mere pyaar ka jaam deWahin thodi door hai ghar meraMere ghar mein hai meri boodhi MaaMeri Maa ke pairon ko chhoo ke tuUse uske bete ka naam deAye guzarne waali hava zaraMere doston, meri dilrubaMeri Maa ko mera payaam deUnhein ja ke tu yeh payaam deMain waapas aaunga, main waapas aaungaPhir apne gaanv mein, usi ki chhaanv meinKi Maa ke aanchal seGaanv ke peepal se, kisi ke kaajal seKiya jo waada tha woh nibhaaunga[Main ek din aaunga] x 8