Aye jaate hue lamhonZara thehro, zara thehroAye jaate hue lamhonZara thehro, zara thehroMain bhi to chalta hoonZara unse milta hoonJo ek baat dil mein hai unse kahoonTo chaloon, to chaloonHmm.. hmm..To chaloon, to chaloon, to chaloon..To chaloon, to chaloonHmm.. hmm..To chaloon, to chaloon, to chaloon..Aye jaate hue lamhonZara thehro, zara thehroUnke chehre ki yeh narmiyanUnki zulfon ki yeh badliyanUnki aankhon ke roshan diyeUnke hothon ki yeh surkhiyanUnke chehre ki yeh narmiyanUnki zulfon ki yeh badliyanUnki aankhon ke roshan diyeUnke hothon ki yeh surkhiyan..Sab unke hain jalveMain chalne se pehleSaanson mein, aankhon meinKhwaabon mein, yaadon meinAur is dil mein unko chhupa ke rakhoonTo chaloon, to chaloon
Hmm.. hmm..To chaloon, to chaloon, to chaloon..Aye jaate hue lamhonZara thehro, zara thehroMain kahin bhi rahoon aye sanamMujhko hai zindagi ki kasamFaasle aate jaate raheinPyaar lekin nahi hoga kamMain kahin bhi rahoon aye sanamMujhko hai zindagi ki kasamFaasle aate jaate raheinPyaar lekin nahi hoga kamJinhein chaahun, jinhein poojunUnhein dekhoon, unhein chhoo loonZara baatein to kar loonZara baahon mein bhar loonMain is chaand se maathe ko choom loonTo chaloon, to chaloonHmm.. hmm..To chaloon, to chaloon, to chaloon..Aye jaate hue lamhonZara thehro, zara thehroMain bhi to chalta hoonZara unse milta hoonJo ek baat dil mein hai unse kahoonTo chaloon, to chaloonHmm.. hmm..To chaloon, to chaloon, to chaloon..