LyricsTashan

Sanam Tum Hum Pe Lyrics - Wajood | Madhuri Dixit | Nana Patekar | Alka Yagnik | Udit Narayan

in Movies

Watch the Video

Song Information

Sanam tum hum pe song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jayashri N. Chandra, N. Chandra. This song was released on 01 Dec 1998.

Lyrics

Sharmili aankhon ne
Neechi nigaahon ne
Chupke se yeh keh diya
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho
Magar poshida poshida
Magar poshida poshida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho


Yeh jo mohabbat hai
Jaise qayaamat hai
Dekho to kya ho gaya
Ke dekhe khwaab hai jab se
Hamaari aankhen hai tab se
Badi khaabida khaabida
Badi khaabida khaabida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho
Magar poshida poshida
Magar poshida poshida


Ke dekhe khwaab hai jab se
Hamaari aankhen hai tab se
Badi khaabida khaabida
Badi khaabida khaabida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho
Suna hai tum to ho deewaane
Suno to mere dil ke taraane
Sunaake phir lage dohraane
Sune hai tumne kab yeh fasaane
Tumko sunaane hai
Kya voh kahaane hai
Humko hai iska pata


Inhi baaton ne chheena dil
Haseen jalwen ada kaatil
Nazar dusdida dusdida
Nazar dusdida dusdida
Ke dekhe khwaab hai jab se
Hamaari aankhen hai tab se
Badi khaabida khaabida
Badi khaabida khaabida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho
Kabhi tum humse door na jaana
Kabhi tum itne paas na aana
Kabhi tum dil ko na thukraana
Kabhi tum dil ko bhi samjhaana
Jaano nahin jaano
Maano nahin maano
Hum to karenge wafa


Chalo ab yun bhi na rootho
Ke humne chheda tha tumko
Na ho ranjida ranjida
Na ho ranjida ranjida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho
Magar poshida poshida
Magar poshida poshida
Ke dekhe khwaab hai jab se
Hamaari aankhen hai tab se
Badi khaabida khaabida
Badi khaabida khaabida
Sanam tum hum pe marte ho
Mohabbat tum bhi karte ho.

Related Songs

More songs from Wajood (1998)
More songs of Madhuri Dixit
More songs of Nana Patekar
More songs of Alka Yagnik
More songs of Udit Narayan