Samjha main kismat khul gaye song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manu Narang. This song was released on 01 Jan 1983.
Samjha main kismat khul gayi
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil gayi
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil gayi
Arey pahuncha jab uski mehfil me
Kya kya arma the dil ke
Sab rah gaye dil me
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil gayi


Soch raha tha main hai meri
Mehbuba chanda sa tukda
Jhumke dekhunga chumke dekhunga
Gora gora mukhda
Soch raha tha main hai meri
Mehbuba chanda sa tukda
Jhumke dekhunga chumke dekhunga
Gora gora mukhda
Yahi dhun thi basunga main
Java galo ke til main
Kya kya arman the
Dil mai reh gaye dil main
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil gayi


Dekh singar uska main to yahi samjha
Hai koi surat wali chehare ki lali ko
Pahonch ke dekha to nikli bhudhiya kali
Dekh singar uska mai to yahi samjha
Hai koi surat wali chehare ki lali ko
Pahonch ke dekha to nikli bhudhiya kali
Dukhi banke pada hoon
Main mohabbat ki manzil mein
Kya kya arma the dil ke
Sab rah gaye dil mein
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil
Arey pahuncha jab uski mehfil mein
Kya kya arma the dil ke
Sab rah gaye dil mein
Samjha main kismat khul gayi
Mujhko ram bhudhiya mil gayi.