Jo bhi hua hai woh pyaar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manu Narang. This song was released on 01 Jan 1983.
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai


Sah na saka main hazoor ki doori
Hey sah na saka main hazoor ki doori
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho nazar mein khile ho
Arey ha lagta hai apna milan
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai


Main hoon ek bekas garib deewana
Hey main hoon ek bekas garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pehchana
Bade armano se laya hoon dekho
Arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
Aye gusa na karo
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai.