Saiyan mila mohe nadiya kinare song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Dayal. This song was released on 01 Jan 2018.
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kano mein mere ye kahne laga
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga
Ghunghta hatade ari bawri
Mukhda dikhade ari bawri
Main to sharamayi main to ghabrayi
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga


Dhire se ghunghat ko sarkaya
Naina milake wo muskaya
Thama mera hath hatho mein
Uljha liya mujhko baato mein
Thodi si tarif karke kahne laga aahe bharke
Kab se mera dil hai pyasa
Aa pyar karle jara sa
Main to sharamayi main to ghabrayi
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga


Wo apni had se na baz aaya
Mujhpe jara na taras khaya
Main ro padi to mujhe chhoda
Baho ki janjir ko toda
Jade ka tha wo mahina
Ango se tapka pasina
Tuta yaha khwab mera
Aankho ne dekha sawera
Main to sharamayi main to ghabrayi
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga
Ghunghta hatade ari bawri
Mukhda dikhade ari bawri
Main to sharamayi mai to ghabrayi
Saiyan mila mohe nadiya kinare
Kaano mein mere ye kahne laga.