Saiyan jab se ladi hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ismat Chughtai. This song was released on 31 Dec 1958.
Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat


Gair hai tu par apna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage


O matwale dil tere hawale
O matwale dil tere hawale
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat


Saans mein khushbu gulti jaye
Saans mein khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Sans me khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Rang naya hai
Arey dang naya hai
Rang naya hai arey dang naya hai
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat


Aaj main apne bas mein nahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Paon kahi hai aur main kahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Pav kahi hai aur main kahi hu
Man lehraye tan pighala jaye
Man lehraye tan pighala jaye
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat.