Sadiyon purani baat song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada
Kehta hai yeh sara jahan
Dil ka lagana bura
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada


Kahani shuru ho pyaar se
Khatm ho aag par
Kahani shuru ho pyaar se
Khatm ho aag par
Preet hi nahin samjhe isse
Kya hai iski sadaa
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada


Jub door tak chaltey chalein
Premi pyaar mein
Jub door tak chaltey chalein
Premi pyaar mein
Duniya ki nazron mein woh
Ho jaate hain fanaa
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada


Main bhi hoon iss aag ka
Bujhta hua sa diya
Main bhi hoon iss aag ka
Bujhta hua sa diya
Phir bhi hain yeh dil ki sada
Do dil nahin hoon judaa
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada
Sadiyon purani baat hain
Kissa sunana pada.