Jaanan song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan


Baagon ke phool
Ulfat ke khwaab
Tere liye
Hain sab sajaa
Ambar yeh baadal
Behta yeh saawan
Kehta hain kya
Sun le tu aaj
Raahon mein maine
Tujhko pukaara
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sun le yeh dil ka tarana
Jaanan


Anjaana bandhan
Hain yeh humara
Lagta hain phir bhi
Kyun kitna pyaara
Deewanapan hain
Yeh kitna sachcha
Tuney bhi jaana
Keh de tu aaj
Raaton ki neend
Maine gawayee
Jaanan abhi nahin tu jaana
Sunn le ye dil ka tarana
Jaanan.