Saaqi Ki Nigaahen Sharaab Hai Lyrics - Suraiya | Devika Rani | David Abraham | Arun Kumar

1943

Lyrics

Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain
O mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain re
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Sharaab hain sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain

Uljhan se bhare jo sawaal hain
Jo sukh dukh ke laakhon sawaal hain
Uljhan se bhare jo sawaal hain
Jo sukh dukh ke laakhon sawaal hain
Ye pyaale hi unke jawaab hain
O ye pyaale hi unke
Jawaab hain jawaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
O mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain re
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Sharaab hai sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain.