Insaan kya jo song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Insaan kya insaan kya
Jo thokare nasib ki
Na sah sake
Insaan kya


Insaan kya insaan kya
Jo gardisho ke bich
Khush na rah sake
Insaan kya jo gardisho ke bich
Khush na rah sake


Insaan kya insaan kya
Jo thokare nasib ki
Na sah sake insaan kya


Main kishti kyun na chhod doon
Balaao ke muqaabile
Tufaano ke muqaabile
Main kishti kyun na chhod doon
Balaao ke muqaabile
Tufaano ke muqaabile
Wo kishti kya
Wo kishti kya jo aandhiyo ke
Saaye mein na rah sake
Wo kishti kya jo aandhiyo ke
Saaye mein na rah sake


Insaan kya insaan kya
Jo thokare nasib ki
Na sah sake insaan kya


Bach bach ke chalane wale ki hai
Zindagi kya zindagi
Hai zindagi kya zindagi
Bach bach ke chalane wale ki hai
Zindagi kya zindagi
Hai zindagi kya zindagi
Dariyaa e zindagi mein jo
Na mauj ban ke bah sake
Dariyaa e zindagi mein jo
Na mauj ban ke bah sake
Na mauj ban ke bah sake
Na mauj ban ke bah sake
Na mauj ban ke bah sake
Na mauj ban ke bah sake
Dariyaa e zindagi mein jo
Na mauj ban ke bah sake
Dariyaa e zindagi mein jo
Na mauj ban ke bah sake


Insaan kya insaan kya
Jo thokare nasib ki
Na sah sake insaan kya.