Rock you baby song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Goel. This song was released on 04 Feb 2011.
Rock you baby move your body
Feel the rythem everybody
Rock you baby move your body
Feel the rythem everybody


It's a mad mad mad mad world
It's a mad mad mad mad world
It's a mad mad mad mad world
It's a mad mad mad mad world


Besur betaal yeh gaana hai
Besur betaal yeh gaana hai
Bas avein shor machaana hai
Rona hai andhe ke aage
Behre ko gaana sunana hai
Yeh duniya paagal
Yeh duniya paagal khaana hai
Har banda yaha sayaana hai
Yeh duniya paagal khaana hai
Har banda yaha sayaana hai


Samajh samajh ke
Samajh ko samjho
Samajh samajhna
Bhi ek samajh hai
Samajh samajh ke
Jo na samjhe
Meri samajh mein
Woh naasamajh hai


Life ka fanda hai ab ke
Maal hai to taal hai
Poochta hai kaun us ko
Saala jo kangaal hai
Bin money ke zindagaani
Jaan ka janjaal hai
Ho money to kaun
Pooche umr kitne saal hai
Mad mad mad mad world
It's a mad mad mad mad world
Yaaron ne gasht manaana hai
Yaaron ne gasht manaana hai
Phokat ka maal uraana hai
Behkon ko ab behkaana hai
Choro kyu panga paana hai
Yeh duniya paagal
Yeh duniya paagal khaana hai
Har banda yaha sayaana hai
Yeh duniya paagal khaana hai
Har banda yaha sayaana hai


Sab ki mutthi mein muqaddar
Sab sikandar hai yaha
Tishnagi ki baat mat kar
Sab samandar hain yaha
Mastiyaa sab pe hain taari
Sab qalandar hai yaha
Kam nahi koi kisi se sab
Dhulandar hain yaha
Mad mad mad mad world
It's a mad mad mad mad world


Maanega na koi maana hai
Maanega na koi maana hai
Sab ka andaaz puraana hai
Sach se parda sarkaana hai
Ek raaz naya batlaana hai
Yeh duniya paagal
Yeh duniya paagal khaana hai
Har bandah yaha seyaana hai
Yeh duniya paagal khaana hai
Har bandah yaha sayaana hai


Mad mad mad mad world
It's a mad mad
Mad mad world
It's a mad mad
Mad mad world
Yeh duniya paagal
Khaana hai ji nigore.