Reh reh ke tera song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Reh reh ke tera dhyaan
Rulata hai kya karun
Har din se mujhko tu
Nazar aata hai kya karun
Reh reh ke tera dhyaan


Teri samajh mein bhi
Nahi aata hai mera haal
Teri samajh mein bhi
Nahi aata hai mera haal
Meri zabaan pe bhi
Nahi aata hai kya karun
Meri zabaan pe bhi
Nahi aata hai kya karun
Reh reh ke tera dhyaan


Ye mujhko kya huwa hai
Mujhe khud khabar nahi
Mujhe khud khabar nahi
Ye mujhko kya huwa hai
Mujhe khud khabar nahi
Mujhe khud khabar nahi
Har waqt koyi yaad hi
Aata hai kya karun
Har waqt koyi yaad hi
Aata hai kya karun
Reh reh ke tera dhyaan


Haira hu jab bhi aankh se
Aansu tapakta hai
Haira hu jab bhi aankh se
Aansu tapakta hai
Dil ki lagi ko aur
Badhata hai kya karun
Dil ki lagi ko aur
Badhata hai kya karun
Reh reh ke tera dhyaan.