Rat rangilee mast najare song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kardar Productions. This song was released on 01 Jan 2018.
rat rangilee mast najare, git sunaye chand sitare
rat rangilee

aaj luta ke, aaj luta ke pyar pe tan mann
apnee wafa kaa nam karenge
apnee wafa kaa nam karenge
pyar kaa dil me rang bharenge
chhod ke yeh dukh dard kee duniya
naya nagar aabad karenge, jivan ko aajad karenge
ham tum dono pyar ke mare
ham tum dono pyar ke mare mast najare

rat rangilee mast najare, git sunaye chand sitare
rat rangilee

aao chale aakash peh ham tum
chand kee nagaree me chhup jaye
duniya wale dekh naa paye
nach nach ke taal pe mann ki
nach nach ke, nach nach ke taal pe mann ki
apana apna rag sunaye, dil se dil ke tar milaye
dhun bhee niralee bol bhee pyare
dhun bhee niralee bol bhee pyare
mast najare, rat rangilee