suhaanii raat Dhal chukii, naa jaane tum kab aaoge Lyrics - Madhubala | Suresh | Geeta Bali | Mohammad Rafi
1949
Lyrics
(suhaanii raat dhal chukii
naa jaane tum kab aaoge ) - 2
jahaan kii rut badal chukii a a a
naa jaane tum kab aaoge
nazaare a a a apanii mastiyaan
dikhaa dikhaa ke so gaye
sitaare a a a apanii raushanii
lutaa lutaa ke so gaye
har ek shammaa jal chukii
naa jaane tum kab aaoge
suhaanii raat dhal chukii
tadap rahe hain ham yahaan - 2
tumhaare intazaar men - 2
(khizaa kaa rang, aa chalaa hai
mausam-e-bahaar men ) - 2
mausam-e-bahaar men
havaa bhii rukh badal chukii a a a
naa jaane tum kab aaoge
suhaanii raat dhal chukii
naa jaane tum kab aaoge
naa jaane tum kab aaoge ) - 2
jahaan kii rut badal chukii a a a
naa jaane tum kab aaoge
nazaare a a a apanii mastiyaan
dikhaa dikhaa ke so gaye
sitaare a a a apanii raushanii
lutaa lutaa ke so gaye
har ek shammaa jal chukii
naa jaane tum kab aaoge
suhaanii raat dhal chukii
tadap rahe hain ham yahaan - 2
tumhaare intazaar men - 2
(khizaa kaa rang, aa chalaa hai
mausam-e-bahaar men ) - 2
mausam-e-bahaar men
havaa bhii rukh badal chukii a a a
naa jaane tum kab aaoge
suhaanii raat dhal chukii
naa jaane tum kab aaoge