Rakhna dil mein song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rakhna dil mein dil ki baat
Rakhna dil mein dil ki baat
Na katenge din na kat sakegi raat
Rakhna dil mein dil ki baat
Na katenge din na kat sakegi raat


Yaad nahi kisne ye baat kahi
Tu nahi to aur sahi
Aur sahi aur nahi
Yaad nahi kisne ye baat kahi
Tu nahi to aur sahi
Aur sahi aur nahi
Yaad nahi kisne ye baat kahi


Tujhmein bhi wo jadu hai
Tujhmein bhi wo jadu hai
Idhar dekh le mare
Idhar dekh le mare
Hatho mein kaleja dhame
Piche piche fire ghayal bechare
Yaad nahi kisne ye baat kahi
Tu nahi to aur sahi
Aur sahi aur nahi
Yaad nahi kisne ye baat kahi


Mujhe dar hai tujhe
Meri nazar na lag jaye
Mujhe dar hai tujhe
Meri nazar na lag jaye
Lut jaunga main o
Gabharaunga main
Din raat karunga haye haye
Din raat karunga haye haye
Aaja naino ki naav
Mein tujhe le chalu
Asuwan ke sagar mein
Ya pyar bala ke tujhko utha lu
Dil ke gagar mein


Kaho ji kaisi ye baat kahi
Tu nahi to aur sahi
Aur sahi aur nahi
Yaad nahi kisne ye baat kahi
Tu nahi to aur sahi
Aur sahi aur nahi
Yaad nahi kisne ye baat kahi.