Koi tara chamke rooh meinAur mujhko raah dikhaayeKoi karam ho soone saazon peAur aur aur aur aurKuchh to bol, bol, bolRabba kismat ke darwaazeAb to khol, khol, khol x (2)Mere saare sapne (Haan ji)Band hain kis bakse mein (Haan ji)Rabba kar de us bakse mein Koi hole, hole, holeRabba aur saha na jaayeKuchh to bol, bol, bolJagmag jagmag in galiyon meinHamko thodi jagah dila deJagmag jagmag in galiyon meinHamko thodi jagah dila deWahaan hamara dil na maaneUtha wahaan se, yahaan bitha dePyar umeedein sapne (Haan ji)Daale tune man mein (Haan ji)Saare armaanon ko jaga ke Na kar jhol, jhol, jholRabba aur saha na jaayeKuchh to bol, bol, bolRabba kismat ke darwaazeAb to khol, khol, kholHoye hoye hoye..
Khwaab gholte hain aankhon meinRoz bolte hain baaton meinKhwaab gholte hain aankhon meinRoz bolte hain baaton meinAankhon mein hain, baaton mein hainMagar nahin aate haathon meinSabar ki seema tooti (Haan ji)Dede koi booti (Haan ji)Tere aage peet rahe hain Kab se dhol, dhol, dholRabba aur saha na jaayeKuchh to bol, bol, bolRabba kismat ke darwaazeAb to khol, khol, kholRabba aur saha na jaayeKuchh to bol, bol, bolRabba kismat ke darwaazeAb to khol, khol, kholKoi taara chamke rooh meinAur mujhko raah dikhaayeKoi karam ho soone saaz peAur dhun poori ho jaayeEk lay chale kuchh sur baheinYeh silsila chalta raheKabhi bol ke, kabhi bin kaheEk baat si chalti raheKoi tara chamke rooh mein