Rabba luck barsa song is from and it is sung by , , , . This song is written by . This song was released on 04 Sep 2010.
Rabba luck barsa aur na

Rabba, rabba

Yeh kaha gaya hai, likha hua hai, ki jode aasman mein bante hain

Har insaan ka kahin na kahin, koyi na koyi saathi iss duniya mein hai

Aur jab woh milte hain, toh iss qayenaat mein geet goonjte hai

Uss ne bhi iss baat par tabi yakeen kiya

Jab usne usse dekha, pehli baar

Rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa

Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa

Aur na tarsa tarsa

Rabba luck barsa

Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Rabba, rabba

Teri marzi ho kar ishq mukammal ho jaaye

Dard-e-jigar ke dard ka, har masla hal ho jaaye

Dil ki aarzoo hai saare faasle mita de

Meri tanhaion ki mehfilein saja de

Aur na tarsa tarsa

Rabba luck barsa

Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Saath mere guzre huye lamhon ki parchaiyan

Rahat rahat maangti dhadkan ki betaabian

Pyaase pyaase armaano ko, koyi toh sila de

Zindagi ki sekhraon mein, boondh bikhra de

Aur na tarsa tarsa

Rabba luck barsa

Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Rabba, rabba.