Zaroori Tha 2 Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
2024 Gem Tunes
Lyrics
Kya Ye Lajim Tha Har Ek Roj Tadpte Jana
Hijar Ki Aag Mein Jal Jal Ke Pinghalte Jana
Mein To Anjaan Tha Tumne Hi Sikhaya Hai Mujhe
Waqat Ke Sath Hai Kaise Badalte Jana

Teri Bebaak Nazro Se Uljhna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Thi Mohbat To Samjhna Bhi Zaroori Tha
Kya Hota Ek Manjil Ke Musafir Sath Hi Rehte
Tha Rahana Zakham Tera Jo Wo Bharna Bhi Zaroori Tha

Batao Kya Ye Lazim Tha Tadpte Chhod Kar Jana
Sile Me In Wafao Ke Tadpna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazro Se Uljhna Bhi Zaroori Tha
Jahan Milte The Hum Dono Wha Jakar Bhut Roya
Jise Khone Se Darta Tha Wo Aakhir Maine Hai Khoya
Teri Tasveer Dekhu To Nahi Aata Yakin Mujh Ko
Magar Do Rukh Hai Is Tasveer Ke Ab Hai Yakin Mujh Ko

Kaha Tu Mujh Me Mosam Sa Yahan Aaya Kha Badla
Mujhe Tumne Ye Sikhlaya Badlna Bhi Zaroori Tha