Raat kitni haseen song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1956.
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan


Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Dil dhadakne laga
Pyaar ki raah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Lutf aaney laga
Dard mein aah mein
Aaj har chiz ko mil
Gayi hai zubaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan


Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Koi aankhon mein le
Ke bahaar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Dil ki bechainion
Ko qaraar aa gaya
Do dilon ne bana
Bhi liyaa aashiaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan


Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Muskuraa tujh ko
Teri hansi ki kasam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
Tere kadmon mein hai
Meri duniya sanam
De rahe hain gawaahi
Zameen aasmaan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan
Raat kitni hasin
Zindagi meharbaan
Baat kuchh bhi nahin
Ban gayin daastan.

More songs from Badal Aur Bijli (1956)