Raat kat tee nahi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata


Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin


Tu mujhe chod kar
Dil mera tod kar
Pyar ki raho me is
Tarah chod kar
Chal diya hai kaha
Rah gaya mai tanha
Tere bin zindagi
Jaise ho ab saja
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin


Aankhe bhar aayi hai
Ab tujhe soch kar
Besabab bewajah
Pher li kyu nazar
Tujhse hoke juda
Is tarah main jiya
Jis tarah dil mera
Jiye dhadkan bina
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata


Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Raat kat tee nahin
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha
Chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat kat tee nahin.