Hamari dhadkan song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hamari dhadkan me uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai
Hamari dhadkan mein uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai


Hawa ko jhoki ki tarah aakar
Hamari dunia badal rahi hai
Hamari dhadkan mein uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai


Mili thi kal jo wo ek ladki
Ha rup uska to chalka chalka
Thi palke uski jhuki jhuki si
Jara sa aachal tha dhalka dhalka
Usi ke jadu se aaj pal pal
Usi ke jadu se aaj pal pal
Ye sans aaj pal pal machal rahi hai
Hamari dhadkan mein uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai


Jaha bhi dekhu nazar wo aaye
Wo meri hai par najar churaye
Wo banke khusbu wo banke titli
Hamare dil mein chali bhi aaye
Ha usi ke aane se aaj har pal
Usi ke aane se aaj har pal
Khushi labo par machal rahi hai


Hamari dhadkan mein uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai
Hawa ko jhoki ki tarah aakar
Hamari dunia badal rahi hai
Hamari dhadkan mein uski dhadkan
Wo dil mein dil banke dhal rahi hai.