Majburiyan song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Majburiya meri bhi
Thi majburiya teri bhi thi
Ha majburiya meri bhi
Thi majburiya teri bhi thi


Chaha tujhe tu na mili
Suni rahi dil ki gali
Aisi chali pagal hawa
Tu ho gayi mujhse juda
Na tu ruki na main ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi ye duriya majburiya


Tere bina jina yaha
Pal pal mera dushwar hai
Tere bina jina yaha
Pal pal mera dushwar hai
Meri nahi tu ho saki
Phir bhi mera tu pyar hai
Khamosh hu rota nahi
Par gum mera jata nahi
Na tu ruki na mai ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi tanhaiya majburiya


Bejan hai ye zindagi
Naraz hai har ek khushi
Bejan hai ye zindagi
Naraz hai har ek khushi
Teri yad yu ab aayegi
Ye jan bhi le jayegi
Aankhe meri bujhne lagi
Dhundhla hua saya tera
Na tu ruki na mai ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi viraniya viraniya
Majburiya majburiya
Mahrumiya mahrumiya.