Pyar Pardon Mein Chhupane Se Lyrics - Rishi Kapoor | Ashok Kumar | Moushumi Chatterjee | Bhupinder

1978

Lyrics

Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Ye dariya hai jo rokne se
Kaha rukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai

Aaj tak samjhe hai na
Samjhenge jamane wale
Aaj tak samjhe hai na
Samjhenge jamane wale
Shola e ishq bhujane se
Shola e ishq bhujane se
Kaha bhujta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai

Ishq yaar ki aankho ki
Kasam kha baithe
Ishq yaar ki aankho ki
Kasam kha baithe
Maut bhi samne aaye to
Maut bhi samne aaye to
Kaha jhukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Ye dariya hai jo rokne se
Kaha rukta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai
Pyar pardo mein chhupane se
Kaha chhupta hai.