Pyar Kiya Tab Jana Re Lyrics - Nirupa Roy | Nigar Sultana | Karan Dewan | Shamshad

1948

Lyrics

Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana
Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana

Hai dil ka chain gawana
Aur apna aap mitana mitana re
Pyar kiya tab jana
Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana

Kyu kyu bairan raat satati hai
Kyu kyu bairan raat satati hai
Kyu aah nikalti
Kyu bhaye neer bahana bahana re
Pyar kiya tab jana
Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana

Kyu dil mein dard sa rahta hai
Kyu dil mein dard sa rahta hai
Kyu chehra dard sa rahta hai
Kyu chehra dard sa rahta hai
Kyu bhul gaye muskana muskana re
Pyar kiya tab jana
Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana

Kyu badal ghir ghir aate hai
Kyu badal ghir ghir aate hai
Kyu jee mein aag lagate hai
Kyu jee mein aag lagate hai
Daman kyu hai suhana suhana re
Pyar kiya tab jana
Pyar kiya tab jana ho jana re
Pyar kiya tab jana.