Pyar ka mara hun main julie song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Radiant Movies. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar ka mara hun main julie
Pyar ka mara hun main julie, o julie
O juli jane de adaye ab jane de
Pyar ka mara hun main julie, o julie
O juli jane de adaye ab jane de
Dil me tere to na aaya aaya
Aankho mein jara sa to aane de o aane de
Pyar ka mara hun main julie, o julie


Sikha hu kamal kai tere liye
Kar tu khayal kabhi mere liye
Sikha hu kamal kai tere liye
Kar tu khayal kabhi mere liye
Gama pa gama
Jo sikha hai wo tujhko sunna de
Pyar ka mara hu main juli
O juli jane de adaye ab jane de
Pyar ka mara hun main julie, o julie


Aankho ka salam le ke aaya hu main
Dil ka paiyam le ke aaya hu mai
Aankho ka salam le ke aaya hu main
Dil ka paiyam le ke aaya hu mai
Aankhe mila ke tu
Dil ko jara to bahlane de
Pyar ka mara hu main juli
O juli jane de adaye ab jane de
Pyar ka mara hun main julie, o julie


Arey dil mein jo baat hai kahne bhi de
Gusse wali aag haye rahane bhi de
Arey dil mein jo baat hai kahne bhi de
Gusse wali aag haye rahane bhi de
Aise ya waise to mushkil hai
Suljhane de pyar ka mara hu main julie
Dil mein tere to na aaya aaya
Aankho mein jara sa to aane de o aane de
Pyar ka mara hun main julie, o julie.