Pyar jab tumne kiya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro


Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne


Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Khud hi mojud nahi
Phir kabhi aana yaaro
Khud hi mojud nahi phir
Kabhi aana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne


Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Yaad rakhna usse
Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Kahin bhul na jaana yaaro
Apne hasrat ko
Kahin bhul na jaana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro.