Puchho na hame ishq mein song is from and it is sung by , and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shri Krishna Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Puchho na hame ishq mein
Puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya


Surat mein hasino ki hame
Kya nazar aaya
Ji hame kya nazar aaya
Ha ha ji puchho to hume
Kya nazar aaya
Ji hame kya nazar aaya
Allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya


Kahne ko to sab kahte hai
Ulfat ka fasana
Aji ulfat ka fasana
Aji ulfat ka fasana
Kisme hai wafa kitni
Ye kab ishq se jana
Aji ye kab ishq se jana
O ho garaj hai aise uthata
Hua parda nazar aaya
Ha ha puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya


Hamko to bulaya
Kisi aawaz ne jaise
Ha ha kisi aawaz ne jaise
Kisi aawaz ne jaise
Ha duniya hi badalti
Nigah nagin jaise
Aji nigah nagin jaise
Ha katiljise samjhe the
Mashiha nazar aaya
Ha ha surat me hasino ki hame
Kya nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya


Sunte ho nazar wale
Karte the bahut nale
Halki si jhalak payi
Bas janat ban aayi
Dil jane kaha gum hai gum hai
Dil jane kaha gum hai
Hotho pe tabastum hai tabastum
Hotho pe tabastum hai
Chehare pe bhi lehraya
Armano ka ek saya
Aankho me bhi kuch
Range tamana nazar aaya
Ha ha puchho na hame ishq me
Kya kya nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya


Kahte hai ji dekha hai
Phir jhut bhala kya hai
Ham chahe to mahakega
Shola hai to lahakega
Khud apni ada dekho dekho
Khud apni ada dekho
Aaina zara dekho dekho
Aaina zara dekho
Surat hi mili aisi aankho
Ki khata kaisi
Jaise ho sanam tum
Hame waise nazar aaya


Kab ishq basa dil mein
Har kam hai manjil mein
Chahat ki nazar ka ye
Apna to karishma hai
Phulo ki to kya bat hai
Kanta bhi hansi hai
Aji kanta bhi hansi hai
Aji kanta bhi hansi hai


Ha chahat se jidhar dali nazar
Yaar wahi hai
Aji bas yaar vahi hai
O samjhi thi jise har
Wo apna nazar aaya
Ha ha puchho na hame ishq mein
Kya kya nazar aaya
Ha ha allah ki kudrat ka
Tamasha nazar aaya.