Preet Nibhani Balma Lyrics - Mumtaz | Pran | Murad | Meena Kapoor

1952

Lyrics

Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Dali dali koyal kali geet gaye
Kahe aise mein
Chanchal dil machal jaye
Rut hai suhani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Ghire badri nain kajri jara jaye
Akela pan mujhpe bijli gira jaye
Dil ki kahani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Meri aankhe kab se machle
Jharokho mein
Jiu kaise tere sapno
Ke dhokho mein
Ankhiya diwani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano.