Phir Tere Shahar Men Lutane Ko Chalaa Aayaa Huun Lyrics - Ek Musafir Ek Hasina | Joy Mukherjee | Sadhana | Mohammad Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Phir tere shahar men lutane ko chalaa aayaa huun song is from Ek Musafir Ek Hasina (1962) and it is sung by Mohammad Rafi.It stars Joy Mukherjee and Sadhana in leading roles. This song is penned by Shevan Rizvi and composed by O P Nayyar. It is produced by Sashadhar Mukherjee. This song was released on 01 Jan 1962.
Lyrics
phir tere shahar men lutane ko chalaa aayaa huun -2
phir vahii jaan vahii dil laayaa huun
phir tere shahar men
dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaa_ii
shor baajon kaa kahiin hai to kahiin shahanaa_ii
saarii duniyaa ko main tamaashaa_ii banaa laayaa huun
phir tere shahar men
tuu na ghabaraa ke teraa ghuunghat main na uthane duungaa
zindagii chaahe lute pyaar main na lutane duungaa
dil ke shiishe ko patthar kaa banaa laayaa huun
phir tere shahar men
terii is maang men sinduur sajaane ke li_e
surk menhadii tere haathon men rachaane ki li_e
kuun-e-dil laayaa huun aur kuun-e-jigar laayaa huun
phir tere shahar men
baat rah jaatii insaan rahe yaa na rahe
yaar kii aan rahe jaan rahe yaa na rahe
yaar ke naam par mitane to chalaa aayaa huun
phir tere shahar men