Phagun ka mast mahin hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Phagun ka mast mahin hai
Mausam hai albela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela


In mehlon banglon baagh mein
Gulzaar hai zamana
Par meraa to mushkil se
Kisi kone mein hai thikaana
Meri galiya sunsaan hain
Auron ka lagaa mela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela


Bachpan to bita khel mein
Ghar chhuta jawaani mein
Dukh sehte chale ham behte chale
Duniya ki rawaani mein
Marne par apna bas nahin
Jine mein hai jhamela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela


Duniya mein jo dil rakhte hain
Daulat bhi unhi se dur hai
Duniya banaayi jis ne woh
Apne nashe mein chur hai
Bas dekhne ko sab diya
Bas dekhne ko sab diya
Rakhne na diya dhelaa
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela
Itni badi duniya mein
Main laachaar hun akela.